
"aaj ek aur din dukhi hone ka,
ek aur din rone ka,
log khus hote hai,
unke hansane par.
hame to,hame to ab unki hansi bhi
rone ko uksati hai."
"aaj jab ham mile
to shayad logon ko laga ki ham mil rahe hai.
par shayad ham juda ho rahe the;
aur wo khafa ho rahe the........
..............................."
"galti shayad dono ki thi,
ya sirf meri,
par galti to galti thi
prem ek bandhan hai,
par ye ek jakdan ban gaya,
in bediyon se nikalna hi behtar tha,
shayad yehi bhagya ka
ishara tha;............"
".........kasss wo jahan bhi jaaye,
hame yaad na kar paye,
kyunki kahin hamari yaad
unki aankho se na bah nikle;
kyunki kahin hamari yaad
unki aankho se na bah nikle;
aur ek naya 'ANUP' ban jaaye."(in hindi anup means groups of lakes)

16 comments:
gr8 apun carry on nice work
good thoughts n deep insights
well try to rhyme d lines
a poet in an engineer...
nice work par
tumne link to kavita ki di thi par kavita kahaan hai yahaan to sirf kanika hai
ye kavitha hai...ye to sleeping pills hain...
beta ye kaam chod de...
pyaar me judai ki dard bhari dastaan
actually i dont know wat it mean but to speak frankly abut this guy's intention to become a poet make me to think of him for a while.i will learn hindi accurately and thenn i will post my original comment
gr88 yaar.....
really cant imagine ur such a gud poet also.....
so carry on....
my gudluk is alwayzz wid u......
u have done nice work i want to meet kavita kab mila rahe ho!
nways ur kavita is very good.carry on anup.gr8.............
a very nice ....his first try!!!!
its as he is professional...i thougt he has copy pasted it ...but oh my godness...this was his pehli kavita...
carry on ...waiting for 2nd.....
anup,
hindi kavita bahut ho gayi acchi bhi lagi, ab koi "NEPALI" kavita ho jaye.
nice! keep it up
i m waiting 4 ur next poetry
abe yeh anupkavita main kavita kaun hai !! :D
nyc work waise...keep it up
kavita published at http://kavita.hindyugm.com/2009/08/pehli-kavita-10th-issue-166-185.html#anup
Can i comment here?
Post a Comment